Barf khushee hai sard hasin hai Kyon muskurahat jaise jami hai Koyee jo puchhe kya kya kamee hai Kya dil bataye woh ajnabee hai Ek ajnabee hai
Unchee minare lambee katare Chhotee bahare kya yeh sahee hai Koyee jo puchhe kyon yeh sabhee hai Bole najar kya woh ajnabee hai Ek ajnabee hai, ek ajnabee hai Unchee minare lambee katare Chhotee bahare kya yeh sahee hai Koyee jo puchhe kyon yeh sabhee hai Bole najar kya ek ajnabee hai Ek ajnabee hai, ek ajnabee hai
Lalchate chehre muskate pehre Talo pe tale chhabee nahee hai Koyee jo puchhe jate kaha ho Bole kadam kya ek ajnabee hai Ek ajnabee hai, ek ajnabee hai Lalchate chehre muskate pehre Talo pe tale chhabee nahee hai Koyee jo puchhe jate kaha ho Bole kadam kya ek ajnabee hai Woh ajnabee hai ek ajnabee hai Ha ajnabee hai
Unchee minare lambee katare Lalchate chehre muskate pehre Aaja hai kehte haste hee rehte Kehte hai hamse ham jindagee hai Barf jami ho sard hasin ho Sine ke andar baste ho khandar Tale lage ho jale lage ho Lagte hai yeh pal ajnabee hai Yeh jindagee hai toh jite hai kaise Yeh hai jo khushiya toh pite hai kaise Muh se bolu koyee raj kholu Toh kehtee hai duniya, toh kehtee hai duniya Koyee toh kamee hai, koyee toh kamee hai Ek ajnabee hai,ek ajnabee hai Ek ajnabee hai, ek ajnabee hai Ek ajnabee hai, ek ajnabee hai Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa. |
|