Ho ab ke baras yun saawan barse Khaare-khaare moti Tore daras ko naina tarse Khaare-khaare moti Roothungi purwaze Jab rooth ke mud ke aayengi Bolungi sakhiton se tu jab sang mein unko laayengi Kaandhe pe ro ke dungi main bata
Tore bina sookha-sookha saawan Tore bina Khaali-khaali batiyan Tore bina bairi-bairi sakhiyan Tore Bina.... (x2)
Ki naa qadar phir kyun nazar baithi rahe Birha ke maare Pooche magar bhatki dagar roye tu kyun Birha ke maare Oo teri ik na jhalak, Piya taaro talak Baithi chandni bhi khol ke kiwaad
Ro dungi, sataungi suno abb ke ghar jo aaoge Baabul main jaaungiyun ab der jo tum lagaaoge Tose hi tori shikayatein karun
Tore bina sookha-sookha saawan Tore bina Khali-khali batiyan Tore bina bairi-bairi sakhiyan Tore Bina.... (x2)
Oo.. mehake badan mere sajan Teri hi toh yaadon ke sahare Sookha Gagan, badra nayan Behte rahe kajra ke dhaare Bairi balam hoga koi toh kalam Jis.se sandesha tu bhejega humein Mere bairi balam hoga koi toh kalam Jis.se sandesha tu bhejega humein
Ro dungi, sataungi suno abb ke ghar jo aaoge Baabul main jaaungiyun ab der jo tum lagaaoge Tose hi tori shikayatein karun
Tore bina sookha-sookha saawan Tore bina Khali-khali batiyan Tore bina bairi-bairi sakhiyan Tore Bina.... (x2)Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.