Chup reh kar bhi ye, sab-kuch kehti hai Sab-kuch keh kar bhi, chup hi rehti hai Kabhi aankhon se kar ke ishaara Kabhi baahon ka de ke sahara Mera inn raahon se hai rishta koi Anjaana sa purana qissa koi Innse jo poochho tto kehengi meri Kahaani
O.. taxi ke bhanwre hain gaa rahe Kitni jaldi mein jaa rahe Manzil kahaan hai naa kisi ko hai pata Train ki ghanti ishaaron mein Qisse kisi ke chhupa rahi hai Dil se suno tto yeh sab-kuch degi bata Mera inn raahon se hai rishta koi Anjaana sa purana qissa koi Inse jo poochho toh kehengi yeh meri Kahaani
Sadko par iske sapne chalte hain Sau kho jaate hain Do sach bante hain Yehi raahe kabhi zanjeere Kabhi haathon ki ye lakeere Mera inn raahon se hai rishta koi Anjaana sa purana qissa koi Inse jo poochho toh kehengi yeh meri KahaaniTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.