Ho Al-Bari Tera aadam mujhko dikhlave ki cheez banaaye Kyun mujhko mere jism se aage samajh na paaye
Ho Al-Wali.. Bolo aisa kyun hai Mujhko paida hua hai jo woh Har pal, har dum mujhko kamjor bataaye
Jo thi tere wajood pe duniya Baithi hai barood pe duniya Mool toh sab ko bhool gaya hai Jeeti hai ab sood pe duniya
Saare qaayadein kitaabein bhool gaye Mitti mein saare phool gaye
Mujhme koi baat nahi Koi aukaat nahi Tu hi toh hai shaan meri Tu hi hai guroor
Kyun door... Tera noor...
Zikr-e-Ilaahi ka jab hai mujhko suroor...
Ulfat ke bin kahaan rihaai Baat kisiko samajh na aayi Phir bhi sabko samajh baant'ta Iss duniya mein har saidai
Haq mein halaat nahi Maanungi na haar Mujhe hai fateh ka fitoor..
Kyun door... Tera noor...
Zikr-e-Ilaahi ka jab hai mujhko suroor... Kyun door... Tera noor...Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.