Meri umeed na tooti Na haushla mera toota Natkhat aankho ka Panghat aankho ka Sookha hai bas tu jo rootha Tu rootha
Paana tha maine jo paaya na paaya Main toh khulle darwaaje rakkha Rakkha main taaron pe aankha Aaya na, aaya na, aaya na tu Khulle darwaaje rakkha Rakkha main taaron pe aankha Aaya na, aaya na, aaya na tu
Khulle darwaaje rakkha Rakkha main taaron pe aankha Aaya na, aaya na, aaya na tu Khulle darwaaje rakkha Rakkha main taaron pe aankha Aaya na, aaya na, aaya na tu
Main tanha bhatakta hoon Mushkil ko hal karde Jeena jamaane mein Tu jara sa hal karde
Aakhbaaro mein bhi khusi ki Khabar na mile Laakho sajhdo se dil ko Sabar na mile
Mudd mudd dekhle Kya tha kya hoon main Haatho se aapne hi chhotha mere khuda
Tere bin jaane na koi bhi Mere dil ki dukh na kisi ko dassa Sachha rowaan jhootha hassan Aaya na, aaya na, aaya na tu Dukh na kisi ko dassa Sachha rowaan jhootha hassan Aaya na, aaya na, aaya na tu
Haatho ki lakeere dekha Raahein dheere dheere dekha Aaya na, aaya na, aaya na tu
Ho tumse agar parichay toh Kishmat badal de tu Mere muaamle mein Aa jara dakhal de tu
Paani paancho dariyao mein hai Kam ho raha Tere hone ka yakeen hai Bharam ho raha
Chhod tadapna main Kabtak sapna main Dekhunga bolo Toota, main toota
Mera kyun saathi na saaya na tere hote Haatho ko uthaayi jawaan Rowaan ya main gaayi jaawan Aaya na, aaya na, aaya na tu Haatho ki lakeere dekha Raahein dheere dheere dekha Aaya na, aaya na, aaya na tu Dukh na kisi ko dassa Sachha rowaan jhootha hassan Aaya na, aaya na, aaya na tuTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.