Kya gazab ho dhaa rahe Dilo pe aaj kal Rehte ho suna hai Baadlo pe aaj kal
Hum sataye huye hain
Haan kya gazab ho dhaa rahe Dilo pe aaj kal Rehte ho suna hai Baadlo pe aaj kal
Yoon nazrein ik aah Karke kya chahte ho Humein tum tabaah Karke kya chahte ho
Yoon rafta rafta aankhon se Yoon chori chori aankhon se Jaan na nikalo
Humein zinda rehne do Humein zinda rehne do Aye husn walo
Kali kali zulfon ke Phande na dalo Kali kali zulfon ke Phande na dalo
Humein zinda rehne do Aye husn walo
Kali kali zulfon ke Phande na dalo Humein zinda rehne do Aye husn walo
Kali kali kali kali Kali kali kali kali
Kali kali zulfon ke Phande na dalo Humein zinda rehne do
Ho, na chhedo humein Hum staye hue hain Haan, na chhedo humein Hum staye hue hain
Bahut zakhm seene pe Khaye hue hain
Sitamgar ho tum Khoob pehchante hain Tumhari adaon ko Hum jante hain
Dagabaaz ho tum Sitam dhane wale Fareb-e-mohabbat mein Uljhane wale
Yeh rangeen kahani Tumhin ko mubarak Tumhari jawani Tumhin ko mubarak
Humari taraf se yeh Humari taraf se yeh Nigahein hata lo
Humein zinda rehne do Aye husn walo
Kali kali zulfon ke Phande na dalo Kali kali zulfon ke Phande na dalo
Humein zinda rehne do Aye husn walo
Deewana deewana Deewana dil deewana Deewana deewana Deewana dil
Deewana mera dil hai Deewane ko kya kahiye Hawaon se aanchal ke Udd jaane ko kya kahiye
Kuch mausamon ki galti Kuch aapka hai jaadu Dheere se muskura ke Jaan le jaane ko kya kahiye Jaan le jaane ko kya kahiye
Aankhein jo mili hai Haan aankhein jo mili hai Toh dil bhi mila lo
Aankhein jo mili hai Toh dil bhi mila lo Humein zinda rehne do Aye husn walo
Kali kali zulfon ke Phande na dalo Kali kali zulfon ke Phande na dalo
Humein zinda rehne do Aye husn walo
Kali kali zulfon ke Phande na dalo Humein zinda rehne do Aye husn walo
Kali kali kali kali Kali kali kali kali Kali kali kali kali Kali kali zulfon keTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.