Raah woh jispe main chal raha tha Uski koyi bhi manzil nahi hai
Bewafa tera masoom chehra Bhool jaane ke kabil nahi hai Bewafa tera masoom chehra Bhool jaane ke kabil nahi hai Bewafa tera masoom chehra Bhool jaane ke kabil nahi hai
Khoobsurat bohat hai tu lekin Dil lagane ke kabil nahi hai Bewafa tera masoom chehra Bhool jaane ke kabil nahi hai Bhool jaane ke kabil nahi hai
Ho meri yaadon se tu aaj-tak na gaya Ankh mein baarishein teri maujood hai Meri yaadon se tu aaj-tak na gaya Ankh mein baarishein teri maujood hai
Aaj bhi mehfilon mein tere aur mere Naam pehle ki tarah hi mash-hoor hain Mere barbadiyon ki wajah mein Kehte hain ki tu shaamil nahi hai
Katal baazar mein ho chuka hoon Phir bhi tu mera katil nahi hai
Bewafa tera masoom chehra Bhool jaane ke kabil nahi hai Bhool jaane ke kabil nahi hai
Kabhi is ore kabhi uss ore chale jaate ho Mohabbat humse wafa gairon se Yeh hunar kahan se laate ho
Karwat badal leta hoon main aaj kal Jo kabhi mere khwabon mein Tum chale aate ho
Jhoothi wafaon ki jhoothi kahani Hai toone sunayi mujhe Mere liye to khuda bhi tha jhootha Main sach maan baitha tujhe
Jhoothi wafaon ki jhoothi kahani Hai toone sunayi mujhe Mere liye to khuda bhi tha jhootha Main sach maan baitha tujhe
Saare ke saare zakham hain sambhale Jo toone diye the mujhe Ab dhadakta hai seene mein mere Hai woh patthar koyi dil nahi hai
Zindagi bhar jise maine chaha Zindagi bhar jise maine chaha Marke bhi mujhko haasil nahi hai
Bewafa tera masoom chehra Bhool jaane ke kabil nahi hai Bhool jaane ke kabil nahi hai Bhool jaane ke kabil nahi haiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.