Ek baat samajh mein nahi aati Achche log kyun marte hain Achcho ke saath bhura kyun hota hai Rone wala kyun hasta hai Hasne wala kyun rota hai Seh liya bahot seh liya Khamoshiyon me bahot reh liya Ab dil ka shor sun Iraade kuch aur sun Apni fitrat hai junooni Ziddi hai zid ka nasha hai Teri aukaat hai kitni Ye toh bas humko pata hai Thune jo khel hai khela Ismein tu hi haarega Humko tu kaacnh samajh ke Kab tak pathar maarega Rag rag mein khaul rahan hain Sunle tu bol raha hai Ye toh hoke malang ve Rang laal laal rang laal laal Rang laal laal rang ve Desh badal gaya Sab kuch badal gaya Ek thappad maroge Toh sau thappad maarenge Aankh uthake dekhoge Todh denge phod denge Yeh mera wada hai Humari Force ka vaada Aa ha! Apni toh har goli pe Tera hi naam likha hai Ab na chukega nishana Humne yeh tha liya hai Jhukna humko nahi aata Na karte hain gaddari Rakh denge phoonkh ke tujhko Karli humne tayari Rag rag mein khaul rahan hain Sunle tu bol raha hai Ye toh hoke malang ve Rang laal laal rang laal laal Rang laal lal rang ve Force ek zidd hai Ek jazba hai junoon hai ek rutba hai Force bagawat hai ek pagalpan hai Shahadat hai ek deewangi hai Force ek aawaaz hai Teri aawaz meri aawaz hum sabki aawaz 120 Crore ek saath milkar chilaaye Toh poori duniya ko sunna hi padhega Toh chilaaoTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.