ishq vo balaa hai ishq vo balaa hai jisko chhua isne vo jalaa hai dil se hota hai shuru dil se hota hai shuru par kambakht sir pe chadha hai kabhi khud se kabhi khuda se kabhi jamane se lada hai itna hua badnam fir bhi har juba pe ada hai
ishq ki saazishe, ishq ki baaziya haara main khel ke do dilo ka juvaa kyun tune meri fursat ki, kyun dil me itni harkat di ishq me itni barkat ki ye tune kya kiya firu ab mara mara main, chand se bichhda tara main fir se itna kyun haara main ye tune kya kiya sari duniya se jit ke main aaya hu idhar tere aage hi main haara kiya tune kya asar main dil ka raaz kahta hu ke jab jab saanse leta hu tera hi naam leta hu ye tune kya kiya
meri baaho ko teri saanso ki jo aadte lagi hai aisi jee leta hu ab main thoda aur meri dil ki ret pe aankho ki jo pade parchhayi teri pee leta hu tab main thoda aur jane kaun hai tu meri main na janu ye magar jaha jaau main karu main vaha tera hi jikar mujhe tu raazi lagti hai, jiti hui baazi lagti hai tabiyat taazi lagti hai ye tune kya kiya main dil ka raaz kahta hu ke jab jab saanse leta hu tera hi naam leta hu ye tune kya kiya
dil karta hai teri baate sunu soche naya dhure chunu muft ka hua ye faayda kyun khud ko main barbaad karu fanaa hoke tujhse milu ishq ka ajab hai taayda teri raaho se jo gujri hai meri dagar main bhi aage badh gaya hu hoke thoda befikar kaho to kisse marzi lu kaho to kisko arzi du hasta ab thoda farzi hu ye tune kya kiya main dil ka raaz kahta hu ke jab jab saanse leta hu tera hi naam leta hu ye tune kya kiya kyun tune meri itni fursat ki, kyun dil me itni harkat di ishq me itni barkat ki ye tune kya kiya firu ab mara mara main, chand se bichhda tara main fir se itna kyu hara main ye tune kya kiya haara main khel ke do dilo ka juvaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.