Ho.. chaand chaahun, na chakora Na falak ka.. tukda tukda tukda Noor chaahun, na main hoori Na pari sa.. mukhda mukhda mukhda Sang sang chal de Sang sang chakh le Meetha meetha har sukh har dukhda Usey khwabon se jagaaun Usey baahon mein sulaaun Sar-aankhon pe bithaun Usey haathon se khilaaun, ta-umar
Dil ne dastarkhaan bichhaaya Haan Dil ne dastarkhaan bichhaaya Daawat-e-Ishq hai Dil ne dastarkhaan bichhaaya Daawat-e-Ishq hai Hai qubool to aaja jaana Daawat-e-Ishq hai Hai qubool to aaja jaana Daawat-e-Ishq hai, Ishq Hai
Dil ne dastarkhaan bichhaaya Haan Dil ne dastarkhaan bichhaaya
Baadalon ko chun ke, bun ke Kaaleen banaaya hai tere liye Taaron ko todkar ke, tashtari mein sajaya hai tere liye
Chaand taaron ko kyun sataya Tilmilaya hai mere liye Jaaun jidhar bhi khill khill udhar hi Dhoop nikalti hai mere liye
Haay baatein teri chaashni si meethi meethi Aaye haaye.. baatein hi daawate bhi meethi meethi
Tu aaye to meri pheeki se mehfil mein lazzate laut aaye Hasrat-e-lazzat jo hai teri daawat to bolo bhala kaun aaye Arey keh de tu jo, saari deghon ko aa koodu dil ki jo dum bhi main de doon apna
Dil ne dastarkhaan bichaya, ha ha ha… Dil ne dastarkhaan bichaya Daawat-e-Ishq hai Dil ne dastarkhaan bichaya Daavat-e-Ishq hai Hai qubool to aaja jaana Daawat-e-Ishq hai Hai qubool to aaja jaana Daawat-e-Ishq hai
Daawat-e-Ishq hai Daawat-e-Ishq hai Daawat-e-Ishq hai ji Daawat-e-Ishq hai
Haan sharbat mein ghuli mohabbat Daawat-e-Ishq hai Tauba tauba buri milawat Daawat-e-Ishq hai Arey kismat se milti hai shirqat Daawat-e-Ishq hai Aji be-fijool ki kisko fursat Daawat-e-Ishq hai Tunak nahi zara chakh toh le Dhadak nahi zara dum toh le Jud jaane de zara taar se taar ko Zara soch samajh ik baar toh Na soch ke, na hosh se Tujhe mehmaan banaya ha humne dil se
Haan hai qubool ye humne maana Hai qubool ye humne maana Daawat-e-ishq hai Jee huzoor humein manzoor ye Daawat-e-ishq hai Jee huzoor humein manzoor ye Daawat-e-ishq hai, Ishq hai
Aha aha.. Aha aha.. Daawat-e-ishq hai Daawat-e-ishq hai Daawat-e-ishq hai Daawat-e dil ne dastarkhaan bichaya Daawat-e-ishq hai
Ishq hai, ishq hai Daawat-e-ishq hai Daawat-e Daawat-e-Ishq hai Daawat-e Daawat-e-Ishq hai
Ishq hai..Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.