Rooh se behti hui dhun ye ishare de Kuch mere raaz tere raaz aawara se
Kho gaye hum kahan Rangon sa ye jahan Kho gaye hum kahan Rangon sa ye jahan
Tedhe-medhe raaste hain Jaadui imaaratein hain Main bhi hoon Tu bhi hai yahan
Khoyi soyi sadko pe Sitaron ke kandhon pe Hum naachte udte hain yahan
Kho gaye hum kahan Rangon sa ye jahan Kho gaye hum kahan Rangon sa ye jahan
O oo…
So gayi hain ye saansein sabhi Adhoori si hai kahaani meri
Phisal jaayein bhi toh darr na koi Ruk jaane ki zaroorat nahi
Kaagaz ke parde hain Taale hain darwazon pe Paani mein doobe huve Khwaab alfazon ke
Kho gaye hum kahan Rangon sa ye jahan Kho gaye hum kahan Rangon sa ye jahan
Tedhe-medhe raaste hain Jaadui imaratein hain Main bhi hoon Tu bhi hai yahan
Khoyi-soyi sadko pe Sitaron ke kandhon pe Hum naachte udte hain yahan
Oo…hmm... Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa. |
|