abhi na parda girao thahro ke dasta aage aur bhi hai abhi na parda girao thahro ke dasta aage aur bhi hai ye ishq gujra hai ek jaha se ek jaha aage aur bhi hai abhi na parda girao thahro
abhi to tuti hai kachi mitti abhi to bas jism hi gire hai abhi to tuti hai kachi mitti abhi to bas jism hi gire hai abhi kayi bar marna hoga abhi to ahsas jee rahe hai abhi na parda girao thahro ke dasta aage aur bhi hai abhi na parda girao thahro
dilo ke bhatke hue musafir abhi bahut dur tak chalenge dilo ke bhatke hue musafir abhi bahut dur tak chalenge kahi to anzam ke siro se ye zustzu ke sire milenge abhi na parda girao thahro ke dasta aage aur bhi hai abhi na parda girao thahro
gira do parda ke dasta khali ho gayi hai gira do parda ke dasta khali ho gayi hai gira do parda ke khubsurat udas chehre kahi khalao me gum gaye hai gira do parda ke dasta khali ho gayi hai
hawaye apne suro se uthkar chali gayi hai hawaye apne suro se uthkar chali gayi hai gairb aankho se ruth kar ek ek aasu utar gaya hai gira do parda ke khubsurat udas chehre kahi khalao me gum gaye hai gira do parda ke dasta khali ho gayi hai
bas ke ahsas ki khamoshi kahi gunjti hai bas ek ahsas ki khamoshi kahi gujti hai kisi adhuri si ek tasvir me andhera jal raha hai gira do parda ke khubsurat udas chehre kahi khalao me gum gaye hai gira do parda ke dasta khali ho gayi haiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.