subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon nayi subah nayi jagah nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon nayi nayi hain meri nazar ya hain nazaarein naye yaa dekhate khwab main chal raha hoon
subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon nayi subah nayi jagah nayi tarah se nay nazaare main dekhata hoon ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza jahaan ke saath main chal raha hoon subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon
jo abhi hain usiko jilein, jo diya wo ji liya wo nasha pi liya kal nasha hain ek naya jo, na kiya to kya jiya har pal ko pi ke agar dil na bhar diya subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon nayi subah nayi hava nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon
subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon nayi subah nayi jagah nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza jahaan ke saath main chal raha hoon subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoonTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.