Kuch khwab dekhe hai, kuch rang soche hain Ab maine kal apne tere sang soche hain Iss raah mein jab bhi, tu saath hoti hai Kisson ke panno si har baat hoti hai Roor jo huyi mein fida, toh pal mein uthi koyi sada Ke dil se huya judaa judaa, toota main iss tara Sadka kiya yun ishq ka, ke sar jhuka jaha, deedar huya Sadka kiya yun ishq ka, ke sar jhuka jaha, deedar huya Tere mudne se suraj udh gaya Teri roshni ke saaye mein main dhoop si khili Mera aasman bhi chota padh gaya Mujhe jab se hai baahon mein teri panah mili Woh thehri teri adaa adaa, ke ruk bhi gaya mera khuda Toh mujhpe yeh asar huya, toota main iss tarah Sadka kiya yun ishq ka, ke sar jhuka jaha, deedar huya Sadka kiya yun ishq ka, ke sar jhuka jaha, deedar huya kuch khwab dekhe hai, kuch rang soche hain, ab maine kal apne .. Teri khushbu mein bheegay khat mile Tere rang ki siaahi se likhe, padhe sune Teri baaton ke woh saare silsile Meri dil ki kahani si suni kahin bune Main kar na sakun bayaan bayaan, ke chup si huyi meri zubaan Yeh dil mehmaan huya huya, toota main iss tara Sadka kiya yun ishq ka, ke sar jhuka jaha, deedar huya Sadka kiya yun ishq ka, ke sar jhuka jaha, deedar huya Kuch khwab dekhe hai, kuch rang soche hain Ab maine kal apne tere sang soche hain Iss raah mein jab bhi, tu saath hoti hai Kisson ke panno si har baat hoti hai Roor jo huyi mein fida, toh pal mein uthi koyi sada Ke dil se huya judaa judaa, toota main iss tara Sadka kiya yun ishq ka, ke sar jhuka jaha, deedar huya Sadka kiya yun ishq ka, ke sar jhuka jaha, deedar huyaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.