Un dino, jab ke tum the yahaan Zindagi jaagi jaagi si thi Saare mausam bade mehraba dost the Raaste, daawatnaame the jo manjilon ne likhein the jamin par hamaare liye Ped baahein pasaarein khade the Hame chaanv ki swaal pehnaane ke waaste Shaam ko sab sitaare, bahot muskuraate the jab dekhate the hamein aati jaati hawaayein, koyi geet khushboo ka gaati huyi, chhedati thi, guzar jaati thi Aasama ??pigle-neelam ka ek gehra taalaab tha Jisme har raat ek chaand ka phool khilta tha Aur ??pigle-neelam ki leharon mein behta huwa Woh hamaare dilon ke kinaaron ko chhu leta tha Un dino, jab ke tum the yahaan
Mohabat meri jo pyaasi hui to gehri meri udasoi hui
Ashko mein jaise dhul gaye, sab muskuraate rang Raste mein thak ke so gayi maasum si umang Dil hai ki phir bhi khwaab sajaane ka shauk hai Paththar pe bhi gulaab ugaane ka shauk hai Barso se yun to ek amaawas ki raat hai Abb isako hausala kahoon ki jidd ki baat hain Dil kehta hain andhere mein bhi roshani to hai Maana ke raakh ho gaye ummid ke ye ??? Is raakh mein bhi aag kahi par dabi toh hain
Sune sune sare raste hai Suni manzil hai jaana Suni suni si meri aankhen hai Suna yeh dil hai jaaana
Khwaaab sare mere tutne hi ko hai Dil yeh bhi haaath se chutne hi ko hai
Zindagi, zindagi mein hai tumbin yeh Viraniyaa yeh Viraniyaa yeh ViraniyaaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.