ab ranj se khushi se bahar o khiza se kya ab ranj se khushi se bahar o khiza se kya mahav e khayal yaar hain hamko jahan se kya mahav e khayal yaar hain
unka khyal unki talab unki aarju unka khyal unki talab unki aarju jis dil me woh ho mange kisi meharban se kya mahav e khyal yaar hain
hamne chirag rakh diya tufan ke samne hamne chirag rakh diya tufan ke samne pichhe hatega ishk kisi imtehan se kya mahav e khyal yaar hain
koyi chale chale na chale ham to chal pade koyi chale chale na chale ham to chal pade manjil ki jisko dhun ho use karvan se kya manjil ki jisko dhun ho
ye bat sochne ki hai wo hoke meharban yeh baat sochne ki hain wo hoke meharban puchhenge hal e dil to kahenge juba se kya mahav e khyal yaar hainTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.