ankhon me meri tuje saadgi na dikhay aisay kaisay meri jaana ye saaari batein jo adhoori si rakheen theen sun raha hai ab zamana
suba ko ankh khultay yaad tera ana ye kaisa maajra hai jaana adayen teri wo jo dil ko choo gayeen theen kabhi na kuch bhi main kaha na
Kabhi na kuch bhi main kaha na Kabhi na kuch bhi main kaha na
labon pe meray ye kahani daastan to hai purani saath ham rahein gay ye umeed karkay baithay thay dagha kay is pahaar main baja raha guitar main
mun mor kay jo tu muj say hain yun chali mil gaya muje bahana ye saari batein jo adhoori si rakheen thi sun raha hai ab zamana
sunay ga ab ye zamana sunay ga ab ye zamna sunay ga ab ye zamana sunay ga ab ye zamanaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.