Tirkit taal se lo chali kahani Panghat kaal se lo chali kahani Sarpat daudti hai fakt jubaani Chhut-put aashiqui Mein dhali kahani
Angin saal se hai wohi purani Tere mere ishq ki ye nayi kahani Aati kahaan se hai ye Jaati kahaan kya pata
Birha ka dukh kaahe ho baanke Dikhe mohe tu hi jo Jiya mein jhaankiye Pal pal ginti hoon aathon hi pahar Kitne baras huey mohe haan kiye Naina nihaaro more bhor se jhare Preet mori piya baaton se na aankiye Main hi mar jaaun Ya mare dooriyan Dooriyon ki chadaron Pe yaadein taankiye
Wo utha virodhi parcham Mughal-e-azam ko tha ye hamm Shehzada mohabbat karke Izzat ka karega kachra
Roja ki thi helen Tha ik mee rakhsha mein raavan Antat bhishan yudhum krandan Mera to ranjhan mahi ranjhan ranjhan.Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.