Na tum rahoge na hum rahenge Na aankhe rahengi, na ishare rahenge Na ye ja rahegi ye do badan na rahenge Tum hamare rahoge hum tumhare rahenge
Marke bhi laut aayenge hum yara ke liye Ek janam kam hai sanam pyar ke liye Pyar ke liye
Aye meri jindagi sath hum the kabhi Mai nahi ajnabi tu nahi ajnabi Fir laut aaye chahat ke lamhe, dil me chupa lu tumhe Bechain sanse kahti hai aankhe, inme basa lu tumhe
Marke bhi laut aayenge hum yara ke liye Ek janam kam hai sanam pyar ke liye Pyar ke liye
Raat hai ham nashi bhulta hi nahi Tera chehra hasi har ada dilnashi Hotho se surkhi aankho se kajal, inko chura lunga mai Berang sapne jitne hai apne, unko saja lunga mai
Dil me tuhi tu hamesha hamesha Hamesha hamesha tu mujhme rahegi
Marke bhi laut aayenge hum yara ke liye Ek janam kam hai sanam pyar ke liye Pyar ke liyeTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.