Ai dil hame itna bata Marte hain ham jinke liye kaise chale unko pata Ai dil hame itna bata Dil hi agar ek dard ho to kya kare dil ki dava Marte hain ham jinke liye kaise chale unko pata Ai dil hame
Jinhe hamne nindo me khwaabo me paala Vo aankho ki thandak, vo dil ka ujala Hain betaab ham bhi ye vo maanate hain Magar voh ishaaro ko kam jaanate hain Zamaane ki nazaro se hamne bacha ke Unhe dhadkano me rakha hai chhupa ke
Vo chehra koi aaina bhi na dekhe Koi aur to kya khuda bhi na dekhe Khuda bhi na dekhe, khuda bhi na dekhe
Maangi hai ye dil ne dua Marte hain ham jinke liye kaise chale unko pata Dil hi agar ek dard ho to kya kare dil ki dava Ai dil hame
Ye dil jinki chaahat me paagal bana hai Unhe kya khabar hai hame kya hua hai Unhe kya pata kya hai haalat hamari Tadpati hai kaise mohabbat hamari Ye dil keh raha hai dhadkate dhadkate Vo aayenge ek din tadpate tadpate
Hamare hain vo unko paa ke rahenge Agar mil na paaye to ham chhin lenge To ham chhin lenge, ham chhin lenge
Ham kuchh nahi unke bina Marte hain ham jinke liye kaise chale unko pata Dil hi agar ek dard ho to kya kare dil ki dava
Ai dil hameTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.