Keh do keh do dil ki batein aisa pal phir ho na ho Na rahu mai na rahe tu kal ye pal phir ho na ho
Mujhe tumse mohabbat hai Magar mai kah nahi sakta Mujhe tumse mohabbat hai Magar mai kah nahi sakta Karu to kya karu bole Bin abhi rah nahi sakta Mujhe tumse mohabbat hai Magar mai kah nahi sakta
Keh do keh do dil ki batein aisa pal phir ho na ho Na rahu mai na rahe tu kal ye pal phir ho na ho
Tumhe tanhai me sochu to dhdkan ruk si jati hai Tumhare samne aakar nazar kyu jhuk si jati hai
Tumhare dil ki har halat hamara dil samajhta hai Mohabbat karne walo ki har mushkil samajhta hai Ye har mushkil samajhta hai
Guzarti kya hai chahat me Ye dil kuch kah nahi sakta Mujhe tumse mohabbat hai Magar mai kah nahi sakta Karu to kya karu bole bin abhi rah nahi sakta
Keh do keh do dil ki batein aisa pal phir ho na ho Na rahu mai na rahe tu kal ye pal phir ho na ho
Na neend apni na chain apna Na dil ki koi baat apni no hosh apne na jaan apni Na din apne na raat apni
Ab apni bekarai hai Mai khud hi hu tamashai Na bolu to zuba jalti hai Bolu to hai ruswai Ke bolu to hai ruswai
Hai aisa dard is dil me jise ab sah nahi sakta Mujhe tumse mohabbat hai Magar mai kah nahi sakta Karu to kya karu bole bin abhi rah nahi sakta
Keh do keh do dil ki batein aisa pal phir ho na ho Na rahu mai na rahe tu kal ye pal phir ho na hoTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.