Aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zara Aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zara
Na jaane ik nigaah me kya le gaya koi Meri to zindagi chura le gaya koi Na jaane ik nigaah me kya le gaya koi Aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zara
Na jaane ik nigaah me kya le gaya koi Meri to zindagi chura le gaya koi Na jaane ik nigaah me kya le gaya koi
Ab kaise chain aaye bata-ae-nigahein yaar Na dil pe ikhtiyar hai na khud pe ikhtiyar Na lab hile na sine me halchal kahi hui Dil haar aaye aur khabar bhi nahi hui Dil haar aaye aur khabar bhi nahi hui
Chupke se humko apna bana le gaya koi Meri to zindagi chura le gaya koi Na jaane ik nigaah me kya le gaya koi Aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zara
Ye bekhudi ye mast nigahon ki ye teri chaon Rakhte kahi hai paon to padte nahi hai paon Ye hale dil hua hai teri aasihki ke baad Humko to hamara pta bhi nahi hai yaad Humko to hamara pta bhi nahi hai yaad
Sanso me apni humko chupa le gaya koi Meri to zindagi chura le gaya koi Na jaane ik nigaah me kya le gaya koi Meri to zindagi chura le gaya koi Na jaane ik nigaah me kya le gaya koi Aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zara Aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zaraTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.