Jal gayi battiyaan Dhal gayi ratiyaan Laage tere naino se naina re Dhaani huyi garmiyaan Dhoop huyi sardiyaan Laage tere naino se naina re Chhalne lagi hain mujhe meri hi nazrein Sapne dikhaati hain tere Chalne lagi hain dil mein Dheere se teri dhadkane
O re naina naina kaare kaare Naina naina matwaare Nayi nazar se dekhe nazaare naina
O re naina naina kaare kaare Naina naina matwaare Nayi nazar se dekhe nazaare naina naina
Taaron sitaaron ke aage aage bhaage Chal chhup jaayein chaand ke peeche Jheeli neeli si teri meri palkon mein Chal khula aasmaan meeche Chal boond boond baadlon ko Dhoond dhoond laayein re Chal ghoont ghoont saawano ko bujhaayein
O re naina naina kaare kaare Naina naina matwaare Nayi nazar se dekhe nazaare naina
O re naina naina kaare kaare Naina naina matwaare Nayi nazar se dekhe nazaare naina naina
Jaisa kabhi maine socha tha, socha tha Hone yun kab se laga Koi jo badla toh badli ye duniya
Kya chhalne lagi hain mujhe meri hi nazrein Sapne dikhaake yun tere Dheere se dheere jaise Sehmi si jaagi dhadkane O re naina…
O re naina naina kaare kaare Naina naina matwaare Nayi nazar se dekhe nazaare naina
O re naina naina kaare kaare Naina naina matwaare Nayi nazar se dekhe nazaare naina naina
Jal gayi battiyaan Dhal gayi ratiyaan Laage tere naino se naina re Dhaani huyi garmiyaan Dhoop huyi sardiyaan Laage tere naino se naina re Chhalne lagi hain mujhe meri hi nazrein Sapne dikhaati hain tere Chalne lagi hain dil mein Dheere se teri dhadkane
O re naina kaare naina O re naina kaare nainaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.