mujhe ishq se rehna tha dur gham iske bade jo hain mashur par ye dil hai ki bilkul mana nahi mujhe khinch kar dekho le aaya wahi jaha ishq hai, bas ishq hai haan ishq hai, bas ishq hai yaariyan ve yaariyan ve is dard-e-dil ki sifarish ab kar de koi yaha ki mill jaye isey wo barish jo bhiga de puri tara is dard-e-dil ki sifarish ab kar de koi yaha ki mill jaye isey wo baarish jo bhiga de puri tara
tu jo mila to zindagi hai badli me puri nayi ho gayi hai beasar duniya ki bate badi ab teri sunu me sada milne ko tujhse bahane karu tu muskuraye wajah me banu roz bitana saath mein tere, sara din mera is dard-e-dil ki sifarish ab kar de koi yaha ki mill jaye isey wo barish jo bhiga de puri tara is dard-e-dil ki sifarish ab kar de koi yaha ki mill jaye isey wo barish jo bhiga de puri tara
kya hua asar tere saath reh kar na jaane ki hosh mujhe na raha lafz mere the zuban pe aake ruke par ho na sake wo bayan dhadkan tera hi naam jo le aankhe bhi paighaam ye de teri nazar ka hi ye asar hai mujh pe jo hua is dard-e-dil ki sifarish ab kar de koi yaha ki mill jaye isey wo barish jo bhiga de puri tara is dard-e-dil ki sifarish ab kar de koi yaha ki mill jaye isey wo barish jo bhiga de puri taraTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.