Jo hua hai woh hota hai Jo hona hai woh hona hai Jo tere bas mein baatein hai Unhe khamakha kyun khona hai Ho jitni bhi hain jitni bhi hain, ummeedein leke Jaaye kahaan tak jaaye kahaan tak, raaste dekhein
Kar chalna shuru tu Mud ke naa dekh tu Jaise hain sahi hain Ek main aur ek tu Ho kar chalna shuru tu Mud ke naa dekh tu Jaise hain sahi hain Ek main aur ekk tu Ek main aur ekk tu
Nazariya dono ka Miley naa miley Kadar dono ko hai dono ki Safar tay yeh kare saath mein bhale Alag hai manzilein dono ki Tukda-tukda dhoop ho Chaahe chutki bharke chaaon bhi Baraabari se baatein ho zaroorat jo jis tarah ki
Ho jitni bhi hai jitni bhi hai koshishein leke Jaaye kahaan tak jaaye kahaan tak raastein dekhe
Kar chalna shuru tu (shuru tu) Mud ke naa dekh tu (naa dekh mud ke naa dekh tu) Jaise hain sahi hain (sahi hain sahi hain) Ek main aur ekk tu (ek main aur ekk tu)
Kar chalna shuru tu Mudhke naa dekh tu Jaise hain sahi hain Ek main aur ekk tu Ek main aur ekk tu
Jo socha hai kab hota hai Yehi hamesha ka rona hai Soche bin mil jaaye jo Usey khamakha kyun khona hai Jitni mile jitni mile raahatein leke Jaaye kahaan tak jaaye kahaan tak raastein dekheTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.