Prem na upje khet mein Bhaiya prem bike na haat re Par jab jab ye ho jaaye Lag jaati hai waat re Waat re… Khadi ho jayegi khaat re..
Madua peeke prem ka hum Hai taneek bouraye se Re wo mashooka, yaar hum hain Beech na koi aaye re Ho uske naina neat daaru- se ghazab chadh jaayein re
Ho tab se humri hai woh jab se Jag mein aassiq aaye re Kasam se.. dharam se.. Kasam se jiyara chaknachoor hai Ishqbaazi se Kasam se jiyara chaknachoor hai Ishqbazi se Kasam se jiyra chaknachoor hai Issaqbaazi se
Ho.. tum ka jaano preet ki chidiya Kaun gagan meinudti hai
Preet humari parchaai hai Jahaan mude hum mudti hai
Ho lag jaibe hai tejj kataari Badi zor se seene mein
Dard bada ho tabahi aave hai Bada maza jeene mein
Ho uska humra mel anokha Uska humra mel anokha Woh lehar hum paani hain
Tum ho paani hum kinara Lehar hum tak aani hai
Kasam se.. dharam se.. Kasam se jiyara chaknachoor hai Issqbaazi se Kasam se jiyara chaknachoor hai Isaqbazi se Kasam se jiyra chaknachoor hai Issaqbaazi se
Ho ho… Hum us se prem ghazab karte Woh humse prem ghazab karti Woh humre liye jaroori hai Woh humre bina adhoori hai
Hum tose usko ladwayenge Itna hum bhadkayenge Tu chamcha hoja chaahe uska Maanegi na baat
Ho ek batte do aassiq Tohri kaise hogi chori re Apne kad se uncha na tu Sapno ka charkha kaat
Karat hai kyun baatein umar se badi Tu desi deewana wo english pari
Re Sahiba padhaku thi Mirza tha taiyn Tab bhi toh woh english hai Desi hoon main
Hai jiya le gayi hai re tohri ye baat Aa karle tu yaari mila humse haath
Aa karle tu yaari…mila humse haath
Dhin taak dhin taak Dhin taak dha…Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.