Kashmir main, tu Kanyakumari Uttar ne dakshin ko aflatoon aankh maari
Kashmir tu, main Kanyakumari
Tel bechne jaaye toh phir yeh duniya saari '
Chipak-chapak ke chalti hain Kabhi kabhi do raahein
Jude-jude kuch aise ki laga ho jaise gum Double-double hoti thi jo kabhi-kabhi taqleefein
Kisi ke sang mein chalne se hui half se kum
Ho tera-mera, mera-tera Tera-mera, mera-tera qissa atrangi Kabhi-kabhi chalti hai Kabhi-kabhi rukti kahani bedhangi
Kashmir main, tu Kanyakumari North-South ki kat gyi dekho doori hi saari
Kashmir tu, main Kanyakumari Fifty-fifty har situation mein hissedariTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.