Pyar se dekh le ek nazar Ek nazar se hi hoga asar Pyar se dekh le ek nazar Ek nazar se hi hoga asar Aaja aye humsafar Chaahat hi raah par Hum tum chale milkar umar bhar
Kya sitam hum kare aap par Kya sune pyar ki raah par Muskil hai ye safar Kanto bhari dagar Kaise chal payenge umar bhar
Anjani raaho mein Anjane ne hum mile Kismat ke the faisle Roke se na ruke Chalne ke pyar ke Zindgai bhar silsile Kal ki khabar nahi Kya hogi zindagi Kyu soche kya hoga umar bhar Pyar se dekh le ek nazar Ek nazar se hi hoga asar
Dil to apna bhi hai Ha ek sapna bhi hai Tute na sapna kahi Phir dil ghabhraye bhi Mera hi gham kahi Tumko na chhule kahi Iss darr ko bhul jaa Baaho mein jhul jaa Chaahat mein dube aap umar bhar Pyar se dekh le ek nazar Ek nazar se hi hoga asar Pyar se dekh le ek nazar Ek nazar se hi hoga asar Aaja aye humsafar Chaahat hi raah par Hum tum chale milkar umar bharTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.