maine tumse pyar bahut kiya mera tumse pyar ab nahi tera aeitbaar bahut kiya tera aeitbaar ab nahi
tu hain bewafaa mujhe hain khabar jaata hain kaha pher ke nazar tujhko miley khushiyan teri tanhaai hain duniya meri tera intezaar bahut kiya tera intezaar ab nahi maine tumse pyar bahut kiya mera tumse pyar ab nahi
tumse kaha tha maine mujhse wafaye karna tum ho meri amaanat mujhse daga nahi karna - 3 tujhpe jaan nisaar bahut kiya tujhpe jaan nisaar ab nahi tera aeitbaar bahut kiya tera aeitbaar ab nahi maine tumse pyar bahut kiya mera tumse pyar ab nahiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.