Tere darbaar mein dil thaam ke woh aata hai Jisko tu chaahe, hey Nabi tu bulaata hai Tere dar pe sar jhukaaye main bhi aaya hoon Jiski bigdi haaye Nabi chaahe tu banata hai
Bhar do jholi meri ya Muhammad Laut kar main naa jaaunga khali Bhar do jholi meri ya Muhammad Laut kar main naa jaaunga khali
Bhar do jholi meri ya Muhammad Laut kar main naa jaaunga khali Bhar do jholi meri ya Muhammad Laut kar main naa jaaunga khali
Band deedon mein bhar daale aansu Sil diye maine dardo ko dil mein Band deedon mein bhar daale aansu Sil diye maine dardo ko dil mein
Jab talak tu bana de na tu bigdi Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad Laut kar main naa jaaunga khali Khali
Bhar do jholi aaka ji Bhar do jholi hum sab ki Bhar do jholi Nabi ji Bhar do jholi meri Sarkar-e-Medina Laut kar main naa jaaunga khali
Khojte khojte tujhko dekho Kya se kya, ya Nabi ho gaya Khojte khojte tujhko dekho Kya se kya, ya Nabi ho gaya
Bekhabar dar-ba-dar phir raha hoon Main yahan se wahan ho gaya hoon Bekhabar dar-ba-dar phir raha hoon Main yahan se wahan ho gaya hoon
De de ya Nabi mere dil ko dilaasa Aaya hoon door se main hoke ruhaasa De de ya Nabi mere dil ko dilaasa Aaya hoon door se main hoke ruhaasa
Kar de karam Nabi, mujhpe bhi zara sa Jab talak tu jab talak tu Panaah de na dil ki Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad Laut kar main na jaaunga khaali
Bhar do jholi meri Tajdaar-e-Medina Laut kar main na jaaunga khaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad Laut kar main na jaaunga khaali
Jaanta hai na tu kya hai dil mein mere Bin sune gin rahaa hai na tu dhadkane Jaanta hai na tu kya hai dil mein mere Bin sune gin rahaa hai na tu dhadkane
Aah nikli hai toh chand tak jaayegi Tere taaron se meri duaa aayegi Aah nikli hai toh chand tak jaayegi Tere taaron se meri duaa aayegi
Aye Nabi haan kabhi toh subah aayegi Jab talak tu sunega na dil ki Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad Laut kar main na jaaunga khaali
De taras kha taras mujhpe aaka Ab lagaa le tu mujhko bhi dil se De taras kha taras mujhpe aaka Ab lagaa le tu mujhko bhi dil se
Jab talak tu mila de na bichhdi Darr se tere na jaaye sawaali Bhar do jholi meri ya Muhammad Laut kar main na jaaunga khaali
Bhar do jholi aaka ji Bhar do jholi hum sab ki Bhar do jholi Nabi ji Bhar do jholi meri Sarkar-e-Medina Laut kar main naa jaaunga khali
Dum dum Ali Ali dum Ali Ali Dum Ali Ali dum Ali Ali.....Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.