Ik tera naam hai saacha ho.. Ik tera naam hai saacha Mann meri aan baacha Bas naam tera maa ho..
Ek pehchan meri tu hi, Jind jaan meri tu hi, Jahan mera maa..
Ho..tujh pe vaar na, sau waari jaan main Tujh pe vaar na, sau waari jaan main Tere qurbaan, meri maa Vande mataram, vande mataram Vande mataram, vande mataram
Aa gayi ghadi hai dekho sabse badi Mujhse bas do kadam pe, dekho jeet khadi Haan mujhe kab se intezaar tha, Aaj ki shaam ka ab dekho kya karta hai Ye banda hindustan ka Jo kisi ke bhi aage jhuka nahi, Haan main hoon uss desh ka Tu baith ke le nazara, Scrabble aur base ka
Seedha chaloon, Ya chaloon dhaai dhaai, chaal main Khel mera hoga ye, dekh lambi race ka
Mitti ka karz hai, main mar ke bhi chukaunga Tujhe mitti kar doonga, Ya phir main mitti mein mill jaunga Jo bhi kaha tha, wo main karke dikhaunga India se hoon, khaali haath nahi jaaunga
Main jam ke pakad jhaad doonga, Tujhko main ukhaad doonga Jahan se tu aaya hai na, Wahin tujhe gaad doonga Teri hi zameen pe aaj, Tujhe hi pachhaad doonga Jhanda india ka bete, gaad doonga
Jeetoon ya haaroon, mujhe koi parwah nahi Tumko main dikhaaun, mujhe koi parwah nahi Maa hi mera rab hai meri, Maa hi mera peer meri Maa ke pairon ke alawaa, koi dargah nahi
Naachunga naachunga mujhko fitoor hai, Naachunga naachunga dil majboor hai Aaj ki shaam meri maa ke hai naam Meri maa mujhe dekhegi, naachna zaroor hai Jeetoon ya haaroon mujhe naachna zaroor hai
Meri maa mujhe dekhegi, naachna zaroor hai Naachna zaroor hai, mujhe naachna zaroor hai Maa meri mujhe dekhegi, naachna zaroor hai
Rang kesar soora waaliya Rang sabz khili phool kaariya Ho rang teenon jaan se pyaaryaan.. Rang teenon jaan se pyaariyaan Rang teenon jaan se pyaariyaan
Rang meri maayi ka, Rang sachchai ka, har achchai ka hai maa
Rang teri reet ka, rang teri preet ka Rang teri jeet ka hi chhaaye chhaaye
Kaise main chupawaan, tera ehsaan Maayi teri chunariya lehraaye Jab tak mujh mein hai zara si jaan Maayi teri chunariya lehraaye Ik tera naam hai saacha, ho..
Shubhrajyotsnaa pulakitayaaminiim Pullakusumita drumadala shobhiniim Suhaasiniim sumadhura bhaashhiniim.Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.