ho baithe baithe ik din khuda ko aisa chadha surur ke aaj mai banata hu ek huro ki hur phir phulo se mehak taro se chamak mausam se masti liye bijli se damak shabnam se pyaas li shama se jalan koyal si kuk li papihe ki lagan jisko banake khuda ko bhi ho gaya thoda sa garur
o mere nur ke charche dur dur mere nur ke charche dur dur mujhe dekhe ye duniya ghur ghur meri mashur ho gayi jawani yaro me mera naam chale re bazaro me o mera naam chale re bazaro me o mere nur ke charche dur dur mere nur ke charche dur dur mujhe dekhe ye duniya ghur ghur meri mashur ho gayi jawani yaro me mera naam chale re bazaro me o mera naam chale re bazaro me
o gori gori chandani me chehara hai mera nikhara gori gori chandani me chehara hai mera nikhara rup mera hath se baharo ne aakar sawara o rup mera hath se baharo ne aakar sawara rang mere labo ka gulabi ang mere bhi dekho shababi kis nazar se pilayi sharabi sharabi hazaro me mera naam chale re bazaro me o mera naam chale re bazaro me
ha chori chori log mujhse milne ka dhunde bahana chori chori log mujhse milne ka dhunde bahana haye kaha jau mere pichhe sara zamana haye kaha jau mere pichhe sara zamana maine aisi hai aag si lgayi jo bhuje na kisi ke bhujai maine dekho macha di tabahi tabahi tabahi dildaro me mere nur ke charche dur dur mere nur ke charche dur dur mujhe dekhe ye duniya ghur ghur meri mashur ho gayi jawani yaro me mera naam chale re bazaro me o mera naam chale re bazaro meTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.