maut kitni bhi sangdil ho magar zindagi se to meharba hogi maut kitni bhi sangdil ho magar zindagi se to meharba hogi
nit naye ranj ko janm deti hai jindagi khusi ki dusman hai aisi sabse nibah karti hai jindagi jindagi ki dusman hai kuch na kuch to sukun payega maut ke bas me jiski ja hogi maut kitni bhi sangdil ho magar zindagi se to meharba hogi
maut se or kuch mile na mile jindagi se to jaan chutegi muskurahat nasib ho ke na ho aansuo ki ladi to tutegi ham na honge to gum kise hoga, khatm har gam ki dasta hogi maut kitni bhi sangdil ho magar zindagi se to meharba hogiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.