tu hi manjil tu hi maksad kuch bhi iske baad nahi yaad agar kuch hai agar mujhko to tere siwa kuch yaad nahi yaaro ko daga dete hai jo yaar wo ye hai sang dil hai bewafa hai jo makkar wo ye hai nahi nahi nahi, mai bewafa nahi, mai bewfa nahi mai bewafa nahi nazar se na uthariye mai bewafa nahi nazar se na uthariye dil sheese ka tukada hai phathar na mariye mai bewfa nahi, mai bewfa nahi wafa ke naam pe na yu dhoke se mariye asli dikha ye chehra, ye nakli uthariye mai bewafa nahi nazar se na uthariye dil sheese ka tukara hai pathar se na mariye mai bewafa nahi mai bewafa nahi
dil me jo thi tamnna dil me jo thi tamnna vo rang layi hai barso ki jo talsh thi vo aaj payi hai vo vaade vo karar vo wafa kaha gyi vo vaade vo karar vo wafa kaha gyi jiske liye janam janam ki kasam khayai hai iljam se pahle iljam se pahle iljam se pahle ye sochiye vichariye dil sheese ka tukra hai pathar na mariye wafa ke naam pe yu na dhoke se mariye mai bewafa nahi, mai bewafa nahi
pyar ki hoti hai kya, pyar ki hoti hai kya itni badi saja, ye kis khata ka badla mujhse apne liya mai kya btau apko manjil meri hai kya mai kya btau apko manjil meri hai kya anjam abhi dekhna mere nasib ka nasib sawar jayega khud ko sambariye nasib sawar jayega khud ko sambariye dil sheese ka bana hai pathar se na mariye mai bewafa nahi nazar se na uthariye wafa ke naam pe na yu dhoke se mariye ilajam se pahle ye sochiye vichariye asli dikha ye chehra, nakli uthariye mai bewafa nahi nazar se na uthariye dil seese ka bana hai phathar na mariye mai bewafa nahi mai bewafa nahiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.