Jaan le ki kismat ne baante hain Raahon mein kaante hain Aur main bhi hoon ziddi, Aaun kismat ke aade Naa roke rukoon, tu gira main utthun Pinjre todkar, phailaaunga main par
Tujh mein jitna hai zor, Tu lagale magar Hans ke kat jaayega, Na jhukega ye sar
Jaan le ki kismat ne baante hain Raahon mein kaante hain Raahon mein kaante hain.. Raahon mein kaante hain.. Naa roke rukoon, tu gira main utthun
Regzaaron mein, aag hai jitni Hai lahu kholta mera, Inn ragon mein phir bhi Khaaksaaron ko, khaak hi kaafi Raas mujhko hai khamoshi meri
Bezubaan kab se, main raha Begunaah sehta, main raha Bezubaan kab se, main raha Begunaah sehta, main raha
Jaan le ki kismat ne baante hain Raahon mein kaante hain Raahon mein kaante hain Raahon mein kaante hain.. Kismat ne baante hain Raahon mein kaante hain
Sau sawaal hain, sau hai laalatey Mere taraano pe, likhii hai kaalikhey
Ye aag sapno ki, raakh haathon mein Sooni aankhon mein, Chalti umeed hai aakhri Na mila mauka, na mili maafi Kehdo kitni sazaa aur baaki
Bezubaan kab se, main raha Begunaah sehta, main raha Bezubaan kab se, main raha Begunaah sehta, main raha
Jaan le ki kismat ne baante hain Raahon mein kaante hain Aur main bhi hoon ziddi, Aaun kismat ke aade Naa roke rukoon, tu gira main utthun Pinjre todkar, phailaaunga main par
Tujh mein jitna hai zor, Tu lagale magar.. Tu lagale magar.. Tu lagale magar.. Hans ke kat jaayega, Na jhukega ye sar.Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.