Dheere chalna hai mushkil to jaldi hi sahi Aankhon ke kinaaro mein bahaane hi sahi
Hum chale baharon mein Gungunati raahon mein Dhadkane bhi tez hain Ab kya karein Waqt hai toh jeene de Dard hai to seene de Khwahishein anjaan hai Ab kya karein
Shabdon ke pahaadon pe likhi hai dastaan Khwabon ke lifaafon mein chhupa hai raasta
Hum chale baharon mein Gungunati raahon mein Dhadkane bhi tez hain Ab kya karein O..waqt hai toh jeene de Dard hai to seene de Khwahishein anjaan hai Ab kya karein
O..jiya, o..guzarte nazaare Rang udaane de Hum nashe mein hain Bhool gaye sawaalon ko saare
Mehaki si hawaon mein chale hain hum kahin Hum jo chaahe dil ko wo pata hai ya nahi
Hum chale baharon mein Gungunati raahon mein Dhadkane bhi tez hain Ab kya karein O..waqt hai toh jeene de Dard hai to seene de Khwahishein anjaan hai Ab kya karein
O..jiya, o..guzarte nazaare Rang udaane de Hum nashe mein hain Bhool gaye sawaalon ko saareTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.