Nau baje ka tha waada Bhulaya tune wo nibhaya na tha Haaye nau baje ka tha waada Bulata hai ye dil nigaahon se jyada Seene mein saansein hain bhaari-bhaari Tera nasha sa hai yaara taari Tan mein hain jaise angaare Teri raahein dekhein mere honthon ke Namak pare. Namak paare Teri raahein dekhein mere honthon ke Namak pare. Namak paare Honthon se salwatein raat se karwatein Kyun bhala na mitein kya jaane koi Main se tu jod de, chudiyan tod de Kaam ko chhod de to maane koi Aankhon se baahon mein aa jaaye tu Thaamungi aise ki naa jaaye tu Badle main le lungi yun hi saare Teri raahein dekhein mere honthon ke Namak pare. Namak paare Teri raahein dekhein mere honthon ke Namak pare. Namak paare Hosh hai laapta paas aa na sataa Mujhko tu ho ataa ye maangu duaa Raat ka daur ho pyaar pe gaur ho Aur ho aur ho wo jo na hua Haathon se apne hi nikli hoon main Thodi si masti hoon pagli hoon main Jo bhi hai mera vo tera re Teri raahein dekhein mere hothon ke Namak pare. Teri raahein dekhein mere honthon ke Namak pareTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.