jab chot kabhi mere lag jaati thi to aankh teri bhi to bhar aati thi, maa o maa jab chot kabhi mere lag jaati thi to aankh teri bhi to bhar aati thi ek chhoti si phuk se teri, sabhi dard mere hote thhe gum aaj bhi koi chot lage to, yaad aati ho, yaad aati ho tum aaj bhi meri aankh bhare to, yaad aati ho, yaad aati ho tum maa meri maa meri maa, o maa meri maa, meri maa maa
teri baato me apni har ik me, uljhan ka hall pa leta tha tere hatho ki roti aksar hi, bhukh se zyada kha leta tha teri baato me apni har ik me, uljhan ka hall pa leta tha tere hatho ki roti aksar hi, bhukh se zyada kha leta tha tera hissa me tera qissa me, jo sabko sunaati ho tum aaj bhi meri baat chale to, yaad aati ho, yaad aati ho tum aaj bhi meri aankh bhare to, yaad aati ho, yaad aati ho tum maa meri maa meri maa, maa meri maa, meri maa maa
kone ko thame tere aanchal ke, befikra me so jaata tha mere dil me kya hai tere bina maa koi samjha hi naa pata tha jo ho sang tu na to ho jag suna, pyaar itna jatati ho tum aaj bhi koi saath na de to, yaad aati ho, yaad aati ho tum aaj bhi meri aankh bhare to, yaad aati ho, yaad aati ho tum o meri maa meri maa, meri maa, meri maa maaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.