Aai meri subah hanste hasate Boli aankhen tere Liye sandesha hai haan hai Jaagi aankhon ko bhi sapna milega Koi khushi aane ka bhi andesha hai Haan hai
Aan haan gulabi si subah Aan haan sharabi si hawa
Bheegi si bhaagi si Mere bazuo mein samaye Soti si jaagi si Koi prem dhun woh sunaye
Bheegi si bhaagi si Mere bazuo mein samaye Soti si jaagi si Koi ram dhun woh sunaye
Raahein waahein Bole baatein rumani Aao baitho suno Baatein kahani hai Haan hain Taazi taazi lage Humko rozana Teri meri baatein Yun to purani hai Haan hai
Aan haan khayalon se pale Aan haan yeh zindagi chale
Bheegi si bhaagi si Mere bazuo mein samaye Soti si jaagi si Koi prem dhun woh sunaye
Bheegi si bhaagi si Mere bazuo mein samaye Soti si jaagi si Koi ram dhun woh sunaye
Meri aankhon ki syaahi Piya deti har gawaahi Mein pyasi thi nirashi Tu pani ki surahi Meri aankhon ki syaahi Piya deti har gawaahi
Tujhe dekha to khila hoon Teri chahat mein ghula hoon Mile mandir mein khuda jo Mein to tujh mein yun mila hoon
Meri aankhon ki syaahi Piya deti har gawaahi Meri aankhon ki syaahi Piya deti har gawaahi
Aan haan Dhundhe na abb koi Aan haan Main khoya tu khoyi
Bheegi si bhaagi si Mere bazuo mein samaye Soti si jaagi si Koi prem dhun woh sunaye
Bheegi si bhaagi si Mere bazuo mein samaye Soti si jaagi si Koi ram dhun woh sunayeTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.