Meri kismat ke Har ek panne pe Mere jite ji Baad marne ke Mere har ek kal Har ek lamhe mein Tu likh de mera use
Har kahani mein Saare kison mein Dil ki duniya ke Sacche rishton mein Zindagani ke Saare hison me Tu likh de mera use
Aye khuda aye khuda Jab bana uska hi bana Aye khuda aye khuda Jab bana uska hi bana
Uska hun us mein hun usse hun usi ka Rehne de... Main toh pyasa hun hai dariya wo zariya woh jine Ka mere Mujhe ghar de gali de shehar de usi ke Naam ke Kadam yeh chalen ya ruken ab usi ke Vaaste Dil mujhe de agar Dard de uska par Uski ho woh hasin Gunje jo mera ghar
Aye khuda aye khuda Jab bana uska hi bana Aye khuda aye khuda Jab bana uska hi bana
Mere hisse ki khushi ko hasin ko tu chahe Aadaha kar... Chahe lele tu meri zindagi par ye mujhse Vaada kar Uske ashkon pe gumon pe dukhon pe har uske Zakhm par Haq mera hi rahe har jagah har ghadi han Umar bhar Ab fakht ho bas yahi Woh rahe mujh mein hi Woh juda kehne ko Bichdde na par kabhi
Aye khuda aye khuda Jab bana uska hi bana Aye khuda aye khuda Jab bana uska hi bana
Meri kismat ke Har ek panne pe Mere jite ji Baad marne ke Mere har ek kal Har ek lamhe mein Tu likh de mera use
O... aye khuda Aye khuda khuda khuda O... khuda...Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.