tere liye khudko badal de tere liye kuch bhi kar de vaada hai tujhse mera ab sada ke liye tere liye saansein le rahe tere liye har din jee rahe tu hai mera, main hu tera ab sada ke liye
khud pe koi haq raha na humara tere liye hum hain jiye phir ab na hoga ye ishq dobara tere liye hum hain jiye tu hai mera, main hoon tera sahara tere liye hum hain jiye, wo marke bhi de dunga ye kaffara tere liye hum hain jiye o tere liye hum hain jiye
jism ka nahi tera mera rishta roohon ka ye rishta hai koi dekhe soorat jab meri toh dikhe tera chehra hai tu panaah meri, main saaya tera tu makaan mera, main basera tera tu manzil meri, main musafir tera tujhpe hi main aake ruka
khud pe koi haq raha na humara tere liye hum hain jiye phir ab na hoga ye ishq dobara tere liye hum hain jiye tu hai mera, main hoon tera sahara tere liye hum hain jiye, wo marke bhi de dunga ye kaffara tere liye hum hain jiye
ik din ye umr dhal jaayegi zindagi poori ho jaayegi tab bhi tu rehna paas yun mere jab dil ki dhadkan tham jaayegi teri baaho me dum nikle mera sanam hai bas ab yehi aakhiri duaa
khud pe koi haq raha na humara tere liye hum hain jiye phir ab na hoga ye ishq dobara tere liye hum hain jiye tu hai mera, main hoon tera sahara tere liye hum hain jiye o marke bhi de dunga ye kaffara tere liye hum hain jiye o tere liye hum hain jiyeTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.