Ab se koi khushi nahi Jiski tum wajah nahi Ab se koi din nahi Jiski tum subah nahi Ab se koi baat nahi Jo tumse na hogi shuru Ab se koi raah nahi Jo tum sang main mudhoon Abh ke abhi yeh ho gaya yakeen Yeh zindagi meri ho gayi teri Abh ke abhi yeh ho gaya yakeen Yeh zindagi meri ho gayi teri Tumse hi tumse har baat Har baat hai Jab tum ho saath Tumse hi tumse har baat Har baat hai Jab tum ho saath
I wait for a sign so I know your mind everyday I look in the mirror and I see your face The walls break down down When you smile at me And the world's much brighter than the one I see As I wait for sign so I know Your mind everyday I look in the mirror and I see your face The walls break down down When you smile at me And the world's much brighter than the one I see
Sayaa ban ke tera saya Chalunga sang tere Hai tanha tu nahi Paaya abh bhi dhoond paaya Tu jis mein muskura de Woh lamha kyun nahi Ab thaam loon tujhe ki thokrein mile Jo zindagi ki raah mein Chupa loon dhoop se Jahan ki main le loon aa tujhe panah mein Abh ke abhi yeh ho gaya yakeen Yeh zindagi meri ho gayi teri Abh ke abhi yeh ho gaya yakeen Yeh zindagi meri ho gayi teri Tumse hi tumse har baat Har baat hai Jab tum ho saath Tumse hi tumse har baat Har baat hai Jab tum ho saath
Anjaana tha ehmiyat se teri Yaar mera guzra kal Kab jaana tha tere vaaste Hi aaj se hoga har pal Main karta hoon yeh ilteja Phir se jeena seekhle zara Abh ke abhi yeh ho gaya yakeen Yeh zindagi meri ho gayi teri Abh ke abhi yeh ho gaya yakeen Yeh zindagi meri ho gayi teri Tumse hi tumse har baat Har baat hai Jab tum ho saath Tumse hi tumse har baat Har baat hai Jab tum ho saath
I wait for a sign so I know your mind everyday I look in the mirror and I see your face The walls break down down When you smile at me And the world's much brighter than the one I see
As I wait for sign so I know Your mind everyday I look in the mirror and I see your face The walls break down down When you smile at me And the world's much brighter than the one I seeTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.