Chhoti si khwahish liye ghoomta hai Guzre hue waqt ko dhoondhta hai Toot kar aur masoom ho jaata hai Dard ko bhi yeh maloom ho jaata hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka iraada hai
Chhoti si khwahish liye ghoomta hai Guzre hue waqt ko dhoondhta hai Toot kar aur masoom ho jaata hai Dard ko bhi yeh maloom ho jaata hai
Sar se paaon talak dil hai bhola Sar se paaon talak dil hai bholaa Sar se paaon talak dil hai bholaa Sar se paaon talak dil hai bholaa
Bheegi na aankhein iss tarah roya Kaise batayein ke kya kya hai khoya Aaj phir waqt ki kuchh kami si lage Saans seene mein hai par thami si lage
Jo bujhe na kabhi yeh woh shola Sar se paaon talak dil hai bhola Jo bujhe na kabhi yeh woh shola Sar se paaon talak dil hai bhola
Bholepan ki baatein kare har ghadi Farz se khwahish par humesha ladi Nanha sa ek rishta bulaye kahin Raaste mein hai magar mushkilein badi
Waqt ne bhed jinka hai khola Sar se paaon talak dil hai bholaa Waqt ne bhed jinka hai khola Sar se paaon talak dil hai bholaa
Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka iraada haiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.