Pehle hi lamhe mein hai beqarari si Aage kya hoga nahi hai pata Teri taraf ja raha hai Mujhe chhod ke jaane kyun aaj dil yeh mera
Shuruaatein nayi Hain yeh baatein nayi Ab raatein gayi Aisa laga…
Subah subah, tu jo mila Tu jo mila toh Mili hai saanson ko hawa
Subah subah, tu jo mila Tu jo mila toh Mili hai saanson ko hawa
Tu jo mila…
Uh uh oo…
Marzi se teri meri dhadkane Ab toh karne lagi hain safar Tune dekha toh jeene ki khwahish jage Zindagi jaise teri nazar
Tujhse hi Hai meri duniya saari Tujhse hi toh Karli hai dil ne yaari Tujhse hi Hai meri duniya saari Tujhse hi toh Karli hai dil ne yaari
Tu hai toh khud ka hai pata…
Subah subah, tu jo mila Tu jo mila toh Mili hai saanson ko hawa Subah subah, tu jo mila Tu jo mila toh Mili hai saanson ko hawa
Tu jo mila… Uh uh oo…
Pehle kadam pe hi manzil mili hai Ab inn raahon ka mujhko karna hai kya
Duniya ki baaton se lena hai kya Ikk tere hi toh lafzon se hai vaasta
Shuruaatein nayi Hain yeh baatein nayi Ab raatein gayi Aisa lagaa…
Subah subah, tu jo mila Tu jo mila toh Mili hai saanson ko hawa
Subah subah, tu jo mila Tu jo mila toh Mili hai saanson ko hawa
Tu jo mila… Oo…
Tu jo mila… Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa. |
|