Laal dupatta Laal dupatta ud gaya re Bairi hawa ke jhonke se Laal dupatta ud gaya re Bairi hawa ke jhonke se Mujhko piya ne dekh liya Haai re dhoke se Manaake mujhe dil dega w magar meri jaan lega wo Manaake mujhe dil dega wo Magar meri jaan lega wo
Laal dupatta Arre laal dupatta ud gaya re Tera hawa ke jhonke se Laal dupatta ud gaya re Tera hawa ke jhonke se Tujhko piya ne dekh liya Haai re dhoke se Manaake tujhe dil dega wo Magar apni jaan dega wo Manaake tujhe dil dega wo Magar apni jaan dega wo
Laakh chhupaaye baithi thi Main apne chaand se chehre ko Ek pal mein hi tod diya Bairan hawa ne pehre ko Ho tere chehre ka jaana Kuch aisa jaadu chhaa gaya Mere chaand ko dekhkar Chaand bhi sharma gaya Mujhe sharm si aaye O mera dil ghabraaye Arre aa baahon mein Chook na jaaye aise mauke se Tujhko piya ne dekh liya Haai re dhoke se Manaake tujhe dil dega wo Magar apni jaan dega wo Manaake mujhe dil dega wo Magar meri jaan lega wo
Haai maheka maheka yeh sama Kehne laga aa pyaar kar Mere sone yaar tu Dilbar se ikraar kar Ho tere pyaar ki khushboo Meri saanson mein sama gayi Le sajna sab chhod main Tere peechhe peechhe aa gayi Tujhe pyaar ho gaya ikraar ho gaya Arre ab to roke na rukun Main kisi ke roke se Mujhko piya ne dekh liya Haai re dhoke se Manaake mujhe dil dega Wo magar meri jaan lega wo
Manaake tujhe dil dega wo Magar apni jaan dega wo Laal dupatta ud gaya re Bairi hawa ke jhonke se Hoye laal dupatta ud gaya re Tera hawa ke jhonke se Tujhko piya ne dekh liya Haai re dhoke se Manaake mujhe dil dega wo Magar meri jaan lega wo Manaake tujhe dil dega wo Magar apni jaan dega wo.Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.