Ab tere dil mein hum aagaye to Tere dil mein rahenge to Tujhe apna kahenge jhootha aaa Kasam ki kasam hum tere hain hum Baat meri maan jhoothe nahi hum
Dil hai dil dil dil hai ye mera To to to to to Tera ghar ye nahi hai To to to to to Jagah khaali nahi hai jhoothi aaa Kasam ki kasam hum tere hain hum Baat meri maan jhoothe nahi hum to Ab tere dil mein hum aagaye to Tere dil mein rahenge to Tujhe apna kahenge jhootha aaa
Agar tu kahe to tere naam likh doon Agar tu kahe to tere naam likh doon Main apne hazaaron janam Wahan apni dhadkan bichha doon jahan tu Meri jaan rakhe kadam
Teri dhadkane hain dhadakti hai dhadke Teri dhadkane hain dhadakti hai dhadke Dil is mein mera kya karen Tera dil hai ghayal deewana hai paagal Jo marta hai mujhpe mare Tu na mili marjaaounga sanam To to to to to Jaan jayegi meri To to to to to Zindagi tu hai meri jhootha aaa Kasam ki kasam hum tere hain hum Baat meri maan jhoothe nahi hum Ab tere dil mein hum aagaye to Tere dil mein rahenge to Tujhe apna kahenge ummmm
Yeh hathon ki mehendi Yeh aankhon ka kaajal Yeh hathon ki mehendi Yeh aankhon ka kaajal Deewana kare kyun humein Yehi arzoo hai ke ab zindagi bhar Tujhe dekhte hi rahen
Yeh bindiya yeh mehendi Yeh kaajal yeh aanchal Yeh bindiya yeh mehendi Yeh kaajal yeh aanchal Tere vaaste to nahi Tu deewana paagal hai thoda anadi hai Ja ja re ja tu kahin Dil mein teri tasveer hai jhoothe nahi To to to to to Teri pooja karenge To to to to to Haan tujhe dekha karenge jhootha aaa Kasam ki kasam hum tere hain hum Baat meri maan jhoothe nahi hum Ab tere dil mein hum aagaye to Tere dil mein rahenge to Tujhe apna kahenge ummmm
Tujhe chahate they tujhe chahaten hain Tujhe chahate they tujhe chahaten hain Tujhe chahate hi rahenge Dil jo hai tera sanam ghar hai mera Yahan aate jaate rahenge
Yeh bandhan ki dori bandhi hai tumhi se Yeh bandhan ki dori bandhi hai tumhi se Tumhi se hi bandhi rahegi Tumhi se shuru hai yanhi khatm hogi Dil ki kahani meri Ek dujhe ke dil mein aagaye hum Hum hum hum hum Ek jab ho gaye hum Hum hum hum hum Kabhie hum na hon juda Hmmm la la
Parbat udh jayenge saagar sookh jayenge Tum humko bhool na paaoge Hum tumko bhool na paayenge Mat jaana mat jaana Isi ka naam hai arzoo arzoo.Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.