sab ki barate aayi doli too bhi lana sab ki barate aayi doli too bhi lana dulhan banake hamko rajaji le jana, sab ki barate aayi bandh ke sehara humse milke nikalenge sare arama dil ke aankho me tare nache hay aankho me tare nache, ghunghat yu uthana phir hamko haule haule baho me chupana sab ki barate aayi
apno se juda me hoti hui kuchh hasti hui kuchh roti hui jab chhod ungi babul ki gali tumare aangana aaungi chali jab tan man se teri banungi goi baiya meri dharna haule se mehandi wale hatho ki hay mehandi wale hatho ki chudi khankana phir haule haule mujhko baho me chupana sab ki barate aayi doli too bhi lana dulhan banake hamko rajaji le jana, sab ki barate aayi
phir bindiya ki sab chandaniya aur payal ki sab raginiya tere ghar aangan me luta degi dulhe raja teri dulhaniya pehle tum khelna mere rang rup se phir chhun dalna ang ang ki kaliya kore tan ke phulo se hay kore tan ke phulo se sejiya sajana phir haule haule hamko baho me chupana sab ki barate aayi doli too bhi lana dulhan banake hamko rajaji le jana, sab ki barate aayi sab ki barate aayi doli too bhi lana dulhan banake hamko rajaji le jana, sab ki barate aayiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.