masum chehra nigahen farebi labon pe hasni aur dil mein daga ha masum chehra nigahen farebi labon pe hasni aur dil mein daga hai mile dost jisko yahan tere jaisa mile dost jisko yahan tere jaisa use dushmno ki zarurat hai kya hai masum chehra nigahen farebi labon pe hasni aur dil mein daga ha
dil tod diya, kyu itna bata de phir bad mein bewafa jo chahe mujhko saza de dil tod diya, itna bata de phir bad mein bewafa jo chahe mujhko saza de teri berukhi se pareshaan hun mein teri berukhi se pareshaan hun mein na aaye samajh mein ye kya maajra hai masum chehra nigahen farebi labon pe hasni aur dil mein daga ha
kya usko kahen jo kasmon ko bhule apno se karke jafa, gairon ki baahon mein jhule nazar mein basa ke nazar pher lena nazar mein basa ke nazar pher lena yeh kaisi mohabbat yeh kaisi wafa hai masum chehra nigahen farebi labon pe hasni aur dil mein daga ha
jo bharta nahin wo zakhm diya hai mujhko nahin pyar ko, badnaam tune kiya hai mujhko nahin pyar ko, badnaam tune kiya hai jise maine puja masiha bana ke na tha ye pata pattharo ka bana hai masum chehra nigahen farebi labon pe hasni aur dil mein daga ha mile dost jisko yahan tere jaisa use dushmanon ki zarurat hai kya hai masum chehra nigahen farebi labon pe hasni aur dil mein daga haTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.