Meri adhoori kahaani Lo daastaan bann gayi Ho Tune chhuaa aaj aise Main kya se kya ban gaya
Sehme huey sapne mere haule-haule angdaiyaan le rahe Thehre huey lamhe mere nayi-nayi gehraiyaan le rahe Zindagi ne pehni hai muskaan Karne lagi hai itna karam kyun na jaane
Karvat lene lage hai armaan phir bhi hai Aankh num kyun naa jaane O Saiyyan...
Odhu teri kaaya Solah sigaar main saja loon Sangam ki ye raina isme tyonhar main mana loom Khushboo teri choo ke kastoori main ho jaaun Kitni pheeki thi main sindoori main ho jaaun Sur se zara behki huyi meri duniya thi badi be-suri Sur mein tere dhalne lagi Bani re piya main bani baansuri Zindagi ne pehni hai muskaan Karne lagi hai itna karam kyun na jaane
Karvat lene lage hai armaan phir bhi hai Aankh num kyun naa jaane O Saiyyan...
Mere aasmaan se jo hamesha gumshuda thay Chaand taare tune garrdishon ki lay badal di Laut aaye aaj saare...
O Saiyyan...Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.