Phenke nazar ke sikke usne Bik gayi hoon main Usne jo chhoo liya tto haaye Lagey ke nayi hoon main
Yun tto premi pachattar humare Leja tu kar satattar ishaare Dil mera... muft ka
Khamkkha hi taraste bichare Leja tu kar satattar ishaare Dil mera... muft ka Dil mera... muft ka
Teri nazron ka kaisa hai chhalawa Ho teri nazron ka kaisa hai chhalawa Hai ye sach ya ki ye bhi hai dikhawa Nazron ka kaisa hai chhalawa Hai ye sach ya ki ye bhi hai dikhawa
Dil ke dukandar hai doosre bhi Hum thoda achhe hain, woh hai farebi Ni me kamli kamli Ni me kamli kam..... Haan Dil ke dukandar hai doosre bhi Hum thoda achhe hain, woh hai farebi Mehnga hai dil, sabke bas ka nahi ye Bikna hai par teri khaatir mujhe bhi Aaj baazar hi bik gaya re Leja tu kar satattar ishaare Dil mera... muft ka
Ho yun tto premi pachattar humare Leja tu kar satattar ishaare Dil mera... muft ka,
Socha tumhara bhi dil hum kharidein Kyaa daam hai bolo kaato rasidein Haaye haaye socha tumhara bhi dil hum kharidein Kyaa daam hai bolo kaato rasidein Phir tumse karwa le jaisa bhi chaahein Nazarein tumhari meri haazri de Par tumhari hi nazaron se haare. Leja tu kar satattar ishaare Dil mera... muft ka
Ho yun tto premi pachattar humare Leja tu kar satattar ishaare Dil mera... muft kaTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.